"Khatam Ho Jate Hain Pura Din Or Puri Raat"
"Dil Me Reh Jati Hain Hazaaro Khvaishaat"
"Na Phoolon Ki Tamana Na Taaro Se Milna"
"Khushyo Se Khul Kar Ab Mujhe Jeena"
"Bahot Ho Gaya Khatam Ho Sabar Ka Imtehaan"
"KHUDA Tu Hi Bata Kab Tak Hogi Zindagi Pershaan"
"Krne Lage Hain Rose Ab Hum KHUDA Se Baat"
"Ay Takleef Kahi Or Ja Kr Bata Kon Krta Hai Bardashat"
By :
"Syeda Amna Wasti"
29th May , 2012
"Na Asman Me Taare Na Dhoop Ki Kiran"
"Tanhai K Is Safar Me Umeed Hai Roshan"
"Kal B Bethy The Aj B Bethy Hain Hum"
"Rasta B Soch Raha Hai Kahan Bethy Hain Hum"
"Qadam Bahar Rakhy To Logo Ka Mazak Satata Hai"
"Dil Ki Sunay To Bohot Kuch Krne Ko G Chata Hai"
"Akely Me Apny Ap Se Bataen Krti Hon Main"
"Dua Qabool Hone Ka Yakeen Rakhti Hon Main"
"Dil Ki Gharaiyon Me Khushyo Ki Hai Tamana"
"Ya ALLAH Bus Kar Dy Mujhe Ab Khul Kar Hai Jeena"
By :
"Syeda Amna Wasti"
22nd May , 2012

"Bahot Khubsurat Bahot Rageen Hai Ye Zindagi"
"KHUDA ki Naimat, Anmol Tofa Hai Ye Zindagi"
"Dil Ko Dil Se Melai Andere Me Ujala Dekhai"
"Anson Ko Rok Kr Umeed Ki Kiran Dekhai"
"Khushyo, Muskurahato, Phoolo Se Banti Hai Ye Zindagi"
"Preshanio, Dukh Takleefon Me B Hasna Sikhati Hai Ye Zindagi"
"Jab Koi Rokawat Ay Himat o Bahaduri Se Kaam Ly"
"Mushkil Waqt Me Mazboti Se ALLAH Ki Rasi Ko Thaam Ly"
"Doston K Raaz Rakhna Dunya Me Qadam Rakhna Batati Hai Ye Zindagi"
"Achay Buray Logo Ki Pahchan Krwati, Aaman Se Rahna Sikhati Hai Ye Zindagi"
"Shukar Hai KHUDA Ka Jis Ne Di Hai Hamay Piyaari Si Ye Zindagi"
"Hum Aj Hain Kal Chale Jana Hai, Baad Me Kis Ne Yaad Krni Hai Hamari Ye Zindagi"
By :
"Syeda Amna Wasti"
17th May , 2012

"Maaf To Osay Kia Jata Hai Jo Maafi K Like Ho"
"Ager Galti Kr K Galti Kare To Phir Hamay Kia Faida Ho"
"Bahot Muskil Se Milta Hai Suche Dost Ka Piyaar"
"Jab Dost Hi Chala Jaen To Hr Din Ban Jata Hai Yadgaar"
"Zindagi K Har Mor Par Sabaq Mila Hai Mujhe"
"Dukh Pechay Kr K KHUDA Ne Jeena Sikhaya Hai Mujhe"
By :
"Syeda Amna Wasti"
15th May , 2012

"Jab Apny Hi Root Jaen To Baat Kis Se Karen
"Jab Ghaam Dil Me Bar Jaen To Izhar Kis Se Karen"
"Dard Ki Dasitaan Ko Aj Kal Kon Sunta Hai
"Muskurahat K Pechay Gham Ko Aj Kal Kon Samjta Hai"
"Muskilaat Ka Aa Jana To Hamesha Rahe Ga
"Zindagi Ko Khushi Se Khul Kr Ab Jeena Pare Ga"
"Khushi Ko Palyny Ki Umeed Dil Me Ab B Hai Jawaan
"Ay KHUDA Tu Hi Bata Ab Ye Kon Sa Hai Imtehaan"
By :
"Syeda Amna Wasti"
10th May , 2012

"Inkalaab To Aaye Ga Jab Hon Gy Musalman Ek"
"To Soch Insan Or Kar Apna Deen Islam Ek"
By :
"Syeda Amna Wasti"
27th April , 2012
"To Soch Insan Or Kar Apna Deen Islam Ek"
By :
"Syeda Amna Wasti"
27th April , 2012
"ALLAH Par Bharosa Rakha Kro"
"Prshani Se Kabhi Mat Dara Kro"
"Anso Bahane Se Kuch Hota Nahi"
"Ghaam Batane Se Khatam Hote Nahi"
"Mat Ghabrao Apny Aane Wale Kal Se"
"Umeed Rakho Or Har Qadam Chalo Khushi Se"
"Dua Kar K Atmenaan Rakho"
"Sabar Se Khushi Ka Intazaar Rakho"
"Khushi Or Ghaam To Aane Jane Ki Cheez Hai"
"Yakeen Har Khushi Ko Palyny Ka Rakha Kro"
"Zindagi Ko Khul Kar Jeeya Kro"
"Apny Din Ka Aagaz Muskurahat Se Kia Kro"

"Bahot Seh Liya Dukh Bahot Kar Liya Intazaar"
"Ab To Bus KHUDA Hi Dy Sakhta Hai Khushyo Ki Bahaar"
"Dua Hai Meri K Mera Har Din Ban Jaye Koi Tahwaar"
"Zindagi Ki Har Khushi Mile Mujhe Or Log Karen Bahot Sara Piyaar"
"Har Khushi Ban Jaye Meri Ek Yadgaar"
"Bahot Seh Liya Dukh Bahot Kar Liya Intazaar"
By :
"Syeda Amna Wasti"
3rd April , 2012

"ALLAH Ki Rahmat Barasti Ja Rahi Hai"
"Dekho ALLAH Ki Muskurahat Har Beti Me Nazar Aa Rahi Hai"
"Mat Ghabrao Beti K Naseeb Se
ALLAH Ki Rahmat Os K Hathon Ki Lakiro Me Nazar Aa Rahi Hai"
"ALLAH Ne Har Kisi Ka Muqadar Banaen Rakha Hai
Phir Na Jane Kyun Prshani Hui Ja Rahi Hai"
"Khush Qismat Hain Vo Log
Jis K Ghar Me ALLAH Ki Rahmat Hui Ja Rahi Hai"
"ALLAH Ki Rahmat Barasti Ja Rahi Hai"
By :
"Syeda Amna Wasti"
13th March , 2012

"Pather Apni Jaga Se Kabhi Hilte Nahi"
"Ankho Se Anso Aana Kabhi Rukte Nahi"
"Dil K Zakham Chupa Dene Se Kabhi Chupte Nahi"
"ALLAH Par Pura Yakeen Rakho Koi Aisi Dua Nai Jo Ye Qabool Kabhi Krta Nahi"

Zindagi Ne Mujhe Bohat Kuch Sikha Diya Hai
Dard Me Muskurana Bata Diya Hai
Zindagi K Har Mor Par Sabar Lena Batla Diya Hai
Prshani Se Mokabala Karna Bata Diya Hai
ALLAH Ki Har Dua K qabool Hone Ka Yakeen Dila Diya Hai
Zindagi Ne Mujhe Bahot Kuch Sikha Diya Hai
By :
"Syeda Amna Wasti"
8th March 2012

ALLAH Ne Meray Uper Apna Reham Kia
Meray Dard Ko Samja Meri Takleef Ko Door Kia
Mujhe Sukar Hai Os Zaat Ka Jis Ne Meri Har Dua Ko Qabool Kia
Mere Anson Ko Roka Mujhe Raat Me Sakoon Diya
Mujhe ALLAH Se Koi Shikayat Nahi Kyun K Os Ne Mere Har Mushkil Waqt Me Sath Diya
Main Aaj Bahot Khush Hon Is Liye K ALLAH Ne Meri Muskurahat Ko Wapis Kia
ALLAH Ne Meray Uper Apna Reham Kia
By :
"Syeda Amna Wasti"
3rd March 2012
Kash vo lot ay mera Bachpan
Vo khushi ,vo shararat, aur lge apna pan
Gulab ky phool ki tarha khely mera aangan
Hr din mily koi khushi mujhe, Jis se rhe mera chera roshan
Kash vo lot ay mera bachpan...!
By: Syeda Amna Wasti
Date: 27-Feb-2012
Gham ka pahar hai
Ansuon ka samander
Ye kesa zakham hai
Jo na dil k bahar, or na dil k ander !
By Syeda Amna Wasti
Date: 01-Feb-2012
Subscribe to:
Posts (Atom)